Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNazrana (1961)
HomeNazrana (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek pyaasa tujhe maikaana diye jaata hai jaate jaate bhi ye nazaraana diye jaata hai baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di saahil karega yaad usi naamuraad ko saahil karega yaad usi naamuraad ko hai kashti khushi se jisne bhanvar mein utaar di jaise guzar saki ye shabe ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna hai duniya ka kya hai usne sazaa baar baar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di
bikhra ke zulfen chaman mein naa jaana ke sharma naa jaayen phoolon ke saaye muhabbat ke nagmen tum bhi naa gana ke bhanwara tumhaari hansi naa udaaye bikhra ke zulfen chaman mein naa jaana ke sharma naa jaayen phoolon ke saaye muhabbat ki bhanware ko pehchaan kya ye kaliyon se poochho humen kya pata muhabbat ki bhanware ko pehchaan kya ye kaliyon se poochho humen kya pata harzaaji hoga hum to nahin hain kahin seekh lena naa iski adaa zubaan par kabhi baat aisi naa laana ke duniyaa se rasmen wafaa mitt naa jaaye muhabbat ke nagmen tum bhi naa gana ke bhanwara tumhaari hansi naa udaaye kaho saath doge kahaan tak mera wahaan tak jahaan aasmaan jhuk rahaa kaho saath doge kahaan tak mera wahaan tak jahaan aasmaan jhuk rahaa bolo chalogi jo tum le chaloge kahin raah mein ho naa jaana judaa mera pyaar dekhega saara zamana ke waade kiye aur kar ke nibhayen bikhra ke zulfen chaman mein naa jaana ke sharma naa jaayen phoolon ke saaye
ek pyaasa tujhe maikhaana diye jaata hai jaate jaate bhi ye nazraana diye jaata hai baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di saahil karega yaad ussi naamuraad ko saahil karega yaad ussi naamuraad ko haai kashti khushi se jisne bhanwar mein utaar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana haai duniyaa ka kyaa hai ussne sadaa baar baar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera kyaa deep jalaayen hum taqdeer hi kaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho ae maut tu hi aa jaa dil teraa sawaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai
mele hain chiragon ke rangeen diwali hai mehka hua gulshan hai hansta hua mali hai mele hain chiragon ke rangeen diwali hai mehka hua gulshan hai hansta hua mali hai iss raat koi dekhe dharti ke nzaaron ko sharmate hain ye deepak aakash ke taaron ko iss raat koi dekhe dharti ke nzaaron ko sharmate hain ye deepak aakash ke taaron ko iss raat ka kya kehna iss raat ka kya kehna ye raat nirali hai mehka hua gulshan hai hansta hua mali hai mele hain chiragon ke rangeen diwali hai mehka hua gulshan hai hansta hua mali hai kha jaye nazar dhokha jugnu hai ya phul jhadiyan kha jaye nazar dhokha jugnu hai ya phul jhadiyan baarat hai taaron ki ya rang bhari ladiyan baarat hai taaron ki ya rang bhari ladiyan honthon pe taraane hain honthon pe taraane hain bajti huyi taali hai mehka hua gulshan hai hansta hua mali hai mele hain chiragon ke rangeen diwali hai mehka hua gulshan hai hansta hua mali hai
mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewanaa machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera aisi adaaon pe to koi luta jaaye hai mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere peechhe ek deewanaa aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo dekho deewana kaisi batiyaan banaaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewana mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat dekhi mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baazi Kisi ne Pyaar Ki Nazrana (1961) 03:42 15643
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:42   Song Number : 15643   

Bikhra Ke Zulfen Nazrana (1961) 03:22 13862
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 03:22   Song Number : 13862   

Ek Pyaasa Tujhe Nazrana (1961) 03:29 31523
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 31523   

Ek Wo Bhi Diwaali Thi Nazrana (1961) 03:20 31047
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 31047   

Mele Hain Chiragon Ke Nazrana (1961) 03:40 15644
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Duration : 03:40   Song Number : 15644   

Mere Peechhe Ek Deewana Nazrana (1961) 04:10 32728
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayantimala
Duration : 04:10   Song Number : 32728